adtv

Tuesday, August 2, 2011

Jab jab dard


"Jab- jab dard ka badal chaaya..
Jab gum ka saaya lehraya..
Jab aansu palko tak aaya..
Jab yeh tanha dik ghabraya..
Humne dil ko yeh samjhaya..
Dil aankhir tu kyun rota hain..
Duniya mein yuhi hota hain..
Ye jo gehre sannate hain..
Waqt ne sabko hi baante hain..
Thoda gum hain sabka qissa..
Thodi dhoop hain sabka hissa..
Aankh teri bekar hi num hain..
Herpal ek naya mausam hain..
Kyo tu aise pal khota hain..
Dil aankhir tu kyo rota hain.."

2 comments:

Amit said...

wah nice

Aruna chawla said...

great lines with so nice picture

Post a Comment